Dosto yadi aap blogger hai to aap jante hai ki blogging karna hamare liye kitna jaruri h yadi hum continue blogging nahi karenge to hamare traffic kitna effect padega kabhi kabhi hame jarurat padti hai more blogger ya phir aap keh sakte hai more author ki
Dosto bahut se blogs bahut jyada hi popular ho jate hai aur wo blog 3-4 log posting karte hai example k liye bahut sari popular blog like shoutmeloud.com isme bahut sare author hai jo apni post likhte hai
Dosto aaj Sikihye kaise hum apne blog me Author ko jod sakte hai
- dosto iske liye apko apne blogger se login hona hoga
- ab aap setting me jaye
- add author me jaaye
- usme aapko jis kisi ko bhi apko blogger ke liye add karna h uski email id daale aur send invitation me click kare
- iske baad apne jis email id me mail send kara hai us id me mail jayega
और जानिए
- how to Embed youtube video in blogger or WordPress Website
- How to add sitemap page in WordPress or blog
- Website ke liye free me logo kaise banaye ? How to make free logo for website
Jise Apne author banaya hai unhe kya karna padega??/
- login with their id and password in gmail account
- usme spam me click karna hai
- invitation ka jo mail aaya usme accept invitation me click karna hai
- invitation to confirm kare
Finally dosto aap dekhenge ki jisme aapne invitaion send kiya hai wo blog ka author ban jayega now jis id me apne mail send kiya wo apke blogger me post kar sakta hai