Dosto Agar aap ek youtube hai aur aap youtube videos banate hai to dosto aaj ki post apke liye bahut hi helpful hogi aaj hum sikhenge ki kaise hum apne youtube channel account me Social Media Account ki links de payenge Dosto puri post ko jarur padhiye taki aapko sari details samazhane me asani ho
Social media Account Link karne ke kya fayde hai
Dosto agatr aap apka social media accout apne channel me link kar payenge to dosto aapke users ko apke others accout se judne me help hogi jisse ki wo aap se jud payenge aur aapke aur viewers ke bich accha realation ban payenge
Like apka facebook account . instagram account ,twitter account
Dosto yadi aap acchi post karte hai to users aapne jo social link di use click karke aapke follow karenge isse unhe bahut hi asani ho payegi
How To Add Social Media links in Your youtube Channel
1 .Sabse pehle Apne YouTube channel me jaaye
2. uske baad Customize Channel me click kare
3. Click on Banner Image
4. Click On Edit Links
5. Click On Custom links
7 Enter all The links
8 Click on Done
Ab Aapke youtube channel me Social Media links add ho jayegi apne channel ko dekhiye aapke channel me social media links add ho chuki hai