Home Banking एटीएम कार्ड के लिए ऑनलाइन कैसे अप्लाई करे ?

एटीएम कार्ड के लिए ऑनलाइन कैसे अप्लाई करे ?

0

ATM Card online kaise apply kare

Dosto aaj ke time me har koi busy hai aaj hum aapko batyenge ki kaise aap online Atm card ke liye online apply kar sakte hai yadi aap online Atm card apply karna chahte hai to is post ko pura padhiye jisse ki aapko help mile ki online Atm card ke liye kaise apply karna hai

1 Sabse pehle aap onlinesbi.com me jaaye

uske baad apne id password se login hoiye

E services on online sbi

E services me apko bahut sari services milti hai isme apko atm services me click karna hai jisse ki aap Atm services panel me pauch payenge

kya kya services milegi apko atm card services option me?

jaise hi aap atm card services ke option me jayenge apko bahut saare option dikhai denge like block atm card apko waha par request new atm card par click karna hai jaise hi aap click karnenge apko account ko select karna hai uske baad apko card catorgory set karna hai

TYPES OF ATM CARDS IN SBI

Apko type of atm card select karna hai waha apko debit card or my card option dikhai dega aapko jo sahi lage aap wo card select kar sakte hai Debit card select karne ke baad apko kuch option dikhai denge

Types of Sbi Debit card

Sbi ke debit card three types ke hote hai

1. Sbi paypass international debit card (MasterCard)

2. Sbi paywave international Debit card( Visa Card)

3.Sbi Classic Domestic Card(Rupay)

Card ko chooose karne ke baad apko name of card me click karna hai aur aage process karna hai i accept me click kare aur next me jaan hai

iske baad aap ok me click kare ab apse otp ke request ke liye pucha jayega aap do tarike se otp bulwa sakte using otp and using profile password apko varify karna hoga jaise hi aap varify karenge uske baad apke atm card ki request accept kar li jayegi

NO COMMENTS

Exit mobile version