Dosto aapne Amazon pay ke bare me suna hi hoga jaise ki aap dekh rahe hai aaj competition bad gaya hai har company apko jyada jyada facility dena chaha rahi hai example k liye paytm
paytm jab start hua tha tab paytm me sirf recharge dth recharge ka option hota tha lekin paytm ne dheere dheere apni website me electricity bill payment water bill payment hotel booking bus booking flight booking aur bhi bahut kuch lekar aaya
theek usi type se amazon.com apke liye shopping ke alawa amazon pay name ki service start ki hai
Dosto ye bahut acchi service hai amazon ki aap bahut sare cashback paa sakte hai amazon pay So dosto aaj hum apko amazon pay ke bare me batayenge
Amazon pay kya hai
Amazon pay ek wallet hai paytm, mobikwik ki tarah isme bhi aap paise add kar sakte hai aur bahut sare places me aap amazon pay se payment kar sakte hai Amazon pay apko cashback bhi deta hai jo aap amount pay karte hai usme offer ke according apko cashback milta
Amazon Pay par id Kaise Banaye
Amazon pay me id banane ke liye aap Amazon pe jaaye aur Amazon pay me click kare Apki Id banaye
Benfits Of Amazon pay
Amazon pay ke bahut se benfits h aap bahut sare cashback pa sakte hai sabse jyada shopping me cashback milega apko amazon ki