hello dosto aajkal facebook ka use lagbhag har koi karta hai aur dosto isi karan ki alexa aaj 3 hai jo ki duniya me 3rd number me serach ki ja rahi hai dosto aaj hum apko batayenge kuch aise features jo apko kaafi useful honge
Dosto yadi aap facebook me privacy rakhna chate hai to is post ko jarur pade
Step 1 : Sabse pehle apne page me login hoyiye
Step 2 : Setting me click hone ke baad apko ye option dikhai dega
Security and login option
Security and login option me aap apni facebook account password change kar sakte hai
Aap chaye to usme alert bhi set kar sakte hai yadi koi new device me apki id open hogi to apko alert aa jayega aur bhi bahut saari setting aap waha se kar sakte bai
Facebook privacy setting
Facebook privacy setting me aap ye set kar sakte hai kon apki post ko dekh sakte hai
kon apko tag kar sakta hai kon aap contact kar sakta hai dosto is setting me aap apni privacy maintain kar sakte hai
Timeline and Tagging
Dosto isme aap apki timeline ki setting kar sakte hai aur tagging ki bhi dosto yadi aap chate hai ki apko koi bhi tag na kare ya sirf apke dost tag kare aap time line and tagging se apne according set kar sakte hai
Manage blocking
Manage blocking so aapne jisko block kiya apne page block kiye ho aap kisi app ko block karna chate ho to aap yaha se block kar sakte ho
Language
language option me jakar apni language set kar sakte ho aap yadi english language chate hai to hindi aur english chate hai to hindi
Notification setting
notification setting me aap notification ki setting kar sakte ho jaise ki apko notifcation kaisi chaiye aap chaye to mobile me bhi notification msg pa sakte hai uske liye apko set krna hoga
Dosto yadi apko aur kuch information chaiye hogi to aap puch sakte hai