Home Youtube YouTube Monetization policies kya hai

YouTube Monetization policies kya hai

0


Jaisa ki aap sabhi jante hai youtube monetization ke liye aapko 1000 Subscriber aur 4000 watch hours ka time dono complete hona chaiye bina iske aapka channel monetize nahi ho payega


Dosto yadi aapke channel me 4000 hrs watch time aur 1000 subscriber complete hone wale hai to is post ko last tak jarur pade taki aap aapka monenterization first attempt me mil jaaye

YouTube monetization me kya kya check karta hai review me

  • channel ka main purpose kya hai
  • most viewed videos
  • new videos
  • videos ka meta data like apke video ka titles , thumbnails aur description

Youtube comunity Guidelines kya hai

youtube community guidelines kya hai aur hume is kyo follow karna chaiye
youtube ke pass bahut badi community hai jisme uske pas bahut sare viwers
creator aur advertisors is liye youtube se kuch communtiy quidlines banaye jiska
hume dhyan rakhna padta hai nahi to hamara video monetize nahi hoga

  • Spam aur dhoke dena wala content nahi hona chaiye
  • nudity aur sexual content nahi hona chaiye
  • child safety hona chiaye
  • kuch dangrous ya aisa kuch nahi hona chaiye vide me jisse ki kisi ko harm ho
  • hate spech nahi hona chaiye
  • kisi ka harassment nahi hona chiaye aur na hi cyber hacking se releated video hona Chaiye

Youtube kya kya allow karta hai monetization ke liye


youtube original content ko prefer content hai moenetizaton ke liye aur jis content ke koi value ho users ke liye aapka content copyright nahi hona chaiye is bat ka aap dhayn rakhe
kuch examples Youtube monetize video ke
kuch clips
koi movie ka scene jo ki apne likha ho aur dialog apni awaz me diya ho
kuch sport tournement jaha aapne special movement ke bare me bataya ho
reaction video jaha aapne orignal video me coment kiya ho
kuch Edit ki hui footage jaha aapne kuch story likhi ho ya phir comentry ki ho

Content jo ki YouTube ki guideline ko violates karte hai

  • Kisi bhi famous youtber content churakar usme thode se changes karke ye kehna ki
  • ye hamara orignal conent hai ye youtube ki policy ka violation hai yadi aap orgignal
  • creator se permission lekar aisa kar sakte ho .reuse conetent youtube ki help
  • aap reuse content bhi use kar sakte hai

More Example JO ki YouTube allow nahi karta monetize ke liye

  • koi clips ya koi moment apke favrioute show ki jo ki thoda bahut edit ki gayi ho
  • small video jodkar bade video bananajo ki social media website se liye gaye ho
  • Collection of song alag alag artist (Agar apne permisson bhi li ho
  • Kisi dusre person ke content ka promotion (Agar apne unse permission bhi li ho

Apko ye article kaisa laga plase aap humse comment box me share kijiyega taki hume bhi samaz me aaye ki hamare article apke liye helful ho rahe hai agar aapke kuch questions hai to aap humse puch sakte hai

NO COMMENTS

Exit mobile version